unke ishq me hum kuch yun tarpe ki
mohabbat v ho gyi unse aur nafrat v ho gyi.
unhone mohhabat kiya v to kuch is kadar ki
ibadat v na ki aur dua v kabool ho gyi,
ek din khwabon me aakar unhone is kadar chooma ki ,
rja v na tuta aur iftari v ho gyi....
kisi ne jaakar pucha unse
hamare pyar karne ka andaaz aisa tha ,
unhone kaha usne kidar gale se lagaya ki maut v na aayi aur jannat v nasib ho gyi....

0 comments:
Post a Comment